Adsense kya hai? google address verification PIN ko kese submit kare

Adsense:- Ye Ek ek esa platform hai  jis me app kafi asani se Apni website, youtube, blogger,  application me advertise laga kar money earn karshakte hai.Important baat ye hai ki  Jab bi apka adsense me 10$ ya us se  jayda $ hojaye tab ap ka address per ek PIN Adsense ki taraf se apko bheja jayega jo apko address verification complete karne me apko madat karega .To uskeliye sari procedure niche me batane wala hoon to dhayan se read kijiye.
google adsense address verification

Google address verification Process:-

Step-1:Adsense ka PIN Apka address me 2-4 weeks ki under aa jata hai.

Step-2:PIN jo letter KI under me available hoga, PIN 6 Digits Ka Hoga.
Google adsense verification

Step-3:PIN Pane ke Baad apko adsense me login ho jana hai.

Step-4:Gear icon and select payments option per click karke dekh shakte hai.

Step-5:ya phi rap Left navigation baar me account information per click kijiye  phir apko ek red color ka notification ajayega usme action per click kare.
google adsense verification 

Step-6:Click karne ke baad apka address ki niche PIN verification ka option dikhai dega usme PIN dal kar  submit PIN me click kar dijiye.Ab apka PIN verification ka process complete  hogjayega.

PIN apka address me nehi aye to app is procedure ko follow kijiye:-

Pehele ap Apni Address ko thik tarike se check kijiye check karne ke  baad  apka address  yadi thik hai to app pin request or ek baar kijiye, ya phir apka address thik nehi hote to niche diya hua procedure follow kare. 
Adsense pin nehi aye to kese verify kare

Pehele Ap adsense setting me jai or apna jo adresss pehele diye the use delete kare uske baad ap new address dekar phir se ek baar request pin me click kare, Uske baad apko wait karna hoga 2-4weeks.uske baad bhi apka pin nehi aye to app direct Aadhar card se PIN verification ka process complete kar shakte hai.

N.B:-App yadi pin verification process complete Nehi karte to apka PIN Jis bhi Date me apko bheja gaya the uske 4months ke baad apka page,website & youtube channel per ads ana Close Ho jayege.

Payment kese le PIN verify Kar ne Ke Baad:-

Adsense Ka Personal identification number(PIN) Ko verify karne ke baad app Adsense me or ek new update jo app identity proof ko upload karna hoga uske baad apka complete verify hone ke baad app apni bank ka account details or swift code dalne ke baad app jo adsense ka payment le shakte hai.   Adsense ka payment every month 21st ko apka bank account me bhej deta hai,us din direct apki bank account me credit nehi hota hai,app parisan mat hoke 4-5 working days tak wait kijiye or jiska bhi payment nehi ata hai to Wo apki bank me jakar apna PAN CARD jo hai update kardijiye uske baad app ka payment us din ya next day me  apka bank account credit hojayega.

To friends me asha karta hu ki is topic me apko kuch sikhne ko jarur mila hoga to ye topic apko kesa laga hume jarur bataeiga or kuch help chahiye to hume contact kijiye ,To milte hai agli topic me tab tak keliye jay hind,bande mahataram.
Previous
Next Post »