find my device application se apna mobile ko tarce kare or phone ko switch off hone se kese roke

Hello dosto kese ho ap lok umid hai achhe hin hoge ,ajj me apkeliye do genuine application ki bare me batane wala hoon jise ap apni mobile per install karke ap apni phone easily dhund shakte hai.Is application bare ajj sare details share karene wala hoon  to ap dhayan se ye topic read kijiye taki apko ye sari process samjh me ashake.

Find my device with smart lock screen protector

Find my device kya hai?:-

Ap soch rahe honge ki kya ap isme sach me tracking kar payenge,ji han dosto kyun ki ye application google ka product hai.Isme apko google map ka feature mil jata hai yadi apka phone kisi bhi jaga me hai to isi app ki jariya me ap easily trace kar shakte hai.Iskeliy me apko sare steps niche describe karke bata ne wala hoon to ap padh kar kafi asani se samjh shakte hai.Isko bhi google phone locator kaha jata hai.

Step-1:Pehele apko niche diya hua download button per click karke ye application ko download kar shakte hai.

Step-2:Install hone baad apko sign in kar dena hai,sign in hone ke time ap ek gmail account select kare taki wo email apko dusri mobile hona jaruri hai.

Step-3:Ek email se ap login karne ke bad apka gps ko on kar dena hai,jaise hi ap on karenge ap dekh payenge apka phone kanha per hai or google map ki jariya se easily direction dekh shakte hai.
Track your device easily

Step-4:Iseme do khas feature hai,jisme apko play sound or secure device ka option ata hai jise ap use kar ke sound play kar shakte hai or ap apni phone number bhej shakte hai jo apni lock screen ka front me dikhai dega.

Step-5:Ye jo option abhi me batane wala hoon wo last option hai,jisme apko reset option milega wo bhi ap use karke apna phone ko reset kar shakte hai.

To friends ye tha ap apni khud ki phone kese trace kar shkate hai location ki madhayam se ,Iske baad ap apni phone ko switch off hone se kese rok shakte hai niche padh shalte hai.

Switch off hone se kese roke?:-

Apka phone kisi ka hat lage to wo pehele apna phone ko switch off karne ka kushis karega isliye apko ek application ka jarurat hogi jiska nam smart lock screen protector hai jiska sari details steps wise batane wala hoon.To niche ap padh ke achhe tarha samjh lijiye taki apko koi parisani nehi hue.

Step-1:Pehele apko niche diya hua download link ko click karke app ka premimum version ko download karna hai.

Step-2:jese hi ap download  karke apna mobile me install karenge yaad rakhiye ki apko ye sare option  ko select karna hai.
smart lockscreen protector

Step-3:ye tino chees apko select karna padega Enable lockscreen,notification&autostart .

Ap upar diya hua sare kam karne ke baad apka device puri tarha secure ho chukka hai,to friends ap ye dono genuine apko apki mobile per install kar ke kafi asani se apki mobile ko secure rakh shate hai.to dosto ajj keliye hamara topic yanha per khtam hota hai milte hai agli topic me tab tak keliye jay hind bande mahataram.
Previous
Next Post »