Hello dosto kese ho ap sab umid hai achhe hoge,kyun ki ajj ap keliye ek dhamaka dar topic lekar aya hoon jise ap padh kar or bhi achhe hin hojayenge,To ajj is topic me hum janege ki ap apni blog or website keliye invalid click ko ke se rok shakte hai uske blogger bell icon kese laga sakte hai sari jankari is topic me discussion karenge ,To chaliye is topic ko suru karte hai.
![]() |
Blogging Tips techs siet |
Invalid activity ko kese Roke?
Dosto ap jante hin hoge Duniya me kuch lok achhe hote hai or kuch lok bure hote hai,To bure loko kahte kam hamesa bura hin hota hai.ye apka adsense ko kese disable karenge usme lage rahte hai.Ap jante hin hoge ki wordpress me plugin ke madhayam se adsense ki invalid click ko roka ja shakta hai lekin blogger me esa koi plugin bagera nehi hota hai,To apko blogger me ek script jo apko niche de dunga use ap apni template ki </body> tag ki upar paste kardena hai.Paste karne ke baad apka ads me overclick hoga to ad show nehi hoga.
Bell icon kese lagaye?
Ap jante hin hoge ki bell icon lagane se apka site me daily traffic ayega uske saath me apka blog rank karne bahot easy hoga.To blogger me Bell icon ya subscribe button laga ne keliye apko niche diya hua step ko follow karke or padhke kafi asani se bell icon laga shakte hai.
Step-1:Sabse pehele apko one signal ki website per jana hai,uske baad ko login ho jana hai.
Step-2:Jab apka login hojayega apko Add app per click kar dena hai.
blogger me bell icon kese lagaye? |
Step-3:Click karne ke baad apka website ke baad create per click kar dena hai uske baad apko webpush per click kare.
Step-4:Uske baad choose integration kare or niche diya hua pix ko follow kare.
Step-5:Niche diya sare information ko fill up kijiye ,karne ke baad save per click kijiye.
Step-6:Jese hi save karenge apko apna code jo hai mil jayega .
Ye sare steps ko follow karne ke baad niche diya hua html code ko copy kardena hai.
Copy karne ke baad one signal ki html code Paste Karne Keliye Pehele apni Blogger Ki Theme Section Per Click Kare uske Baad Ek Upar Customize Ka option Dikhega Uski paas Ek down arrow Hoga Usme Click Karne ke Baad Edit Html Per Click Karke Is HTML Code Ko Head Tag ki Niche Paste karke save Kar dijiye. Ye Sab Hone Ke baad Apko Apni Blogger Per Bell Icon Show Hone Lagega.Show Hone Ke Baad Aap One Signal KI Dashboard Ko Open Karke Apni Kitni subscribers Hue Ye sab Check kar sakte Hai.Hm Ji Aur Apko Upar Diya Hua Get Html Code Button Ko click Karke Direct Onesignal Website Per Redirect Ho sakte Hai.Onesignal Ek Best Website Hai Blogger Users Keliye Isme Bahut Sara Customise Kar Sakte Hai Bell Icon Ko.
To dosto ap upar diya hua steps or video ko follow karke ap asani se ye topic ko samjh shakte hai,Ajj keliye topic yenhi per samapt hota hai milta hai agli topic me tab tak keliye jay hind,bande mahataram.
ConversionConversion EmoticonEmoticon