Sitemap kese generate kare or Sabhi search engine me kese submit kare?

Hello Dosto kese ho ap sab umid hai achhe hin hoge ,kyun ki me ajj apkeliye Ek Intersting Topic lekar aya hoon jise ap padh kar or samjh kar Apki website ko achhi khasi ranking de shakte hai.To dosto ajj me sitemap ki   upar sari jankari den eke sath me google webmaster tool or Bing webmaster tool me apna sitemap ko kese submit karenge sari information  me ajj apko share karne wala hoon,To ap is topic ko dhayn se padhe taki apko puri article jo samjh me ashake.

How to Generate Sitemap

Sitemap kese Generate kare?:-

To dosto sitemap ap use karke Apna blog ko search engine me pehechan de shakte ho,To ap sitemap ko generate karne keliye apko niche diya hua step ko follow karke kafi asani se sitemap ko generate kar shakte hai.

Step-1:Sabse pehele apko sitemap ko generate karne keliye Apko Ye LINK per click karna hai.

Step-2:Jese hi ap upar diya hua link per click karenge ap redirect hojayge sitemap generate page per,Uske baad apko apna URL paste karne ko bolega.

Step-3:To dosto apka Domain Ka URL Jo Hai wo apko dal dena hai.
sitemap website

Step-4:Jese hi ap dalte hai uske baad apko generate sitemap per click kardijiye,Uske baad apka sitemap generate ho jayega.

Blogger/website me apka sitemap ko kese Dale?

Apko apni website me sitemap ko lagane keliye pehele blogger dashboard me jae ,uske baad setting per click karke search preference wala option ko select kijiye,jese select karenge apko customs robots.txt dikhai dega usko yes kijiye ,uske baad apko apna Jo sitemap generate kiye the usko Dal ke Enable kijiye.Apko yadi samjh me nehi aya niche diya hua picture ko dekh kar samjh skahakte hai.

blogger me sitemap ko kese dale

Google webmaster tool me submit kese kare?

Google webmaster tool apko submit karne keliye apko sabse pehele Apko is Link per click karna hai,click karne ke baad ap redirect ho jayege webmaster tool me ,uske baad apko old webmaster tool me crawl upar click kar ke sitemap jakar submit kar shakte hai or new webmaster tool me index option jakar apna sitemap ko submit kar shakte hai.
google webmaster tool me sitemap submit kese kare

Bing webmaster tool me sitemap kese submit kare ?

Bing Webmaster tool apna sitemap ko lagane keliye sab se pehele apko ye Link per click kare,uske baad apka domain ko verfify karna hai,Hone ke baad apka dashboard page open ho jayega,Open hone ke baad apko configure my site upar click karke apka sitemap ko submit kar shakte hai or jese hi ap submit karte hai apko 24 hours tak wait karna hai ,karne baad apka sitemap successfully submit hojayega.

Bing webmaster tool submit sitemap
To  dosto me sochta hun apko ye Topic samjh me aya hoga,apko yadi samjh me nehi aya hoga ap comment karke mujhe bata shakte hai ,To Ajj ka topic yenhi per samapt hota hai,milte hai agli topic me tab tak keliye jay hind,Bande mahatarm.
Previous
Next Post »