Hello Dosto kese ho ap lok umid hai bahot achhe hin hoge,Ajj me apkeliye ek dhamakadar or taja sa topic lekar aya hoon.Ap yadi Dslr ya phir or koi camera kharid na chahate hai to apkeliye ye topic bahot jaruri hoga,To guys ajj is topic me hum apko esi camera ki bare me batane wale hai jo bahot sara video creator use karte hai.To bina kuch or bakwas baat karke chaliye is majedar or dhamakadar topic ko start karte hai.
![]() |
Top 5 cameras 2019 |
Top 5 Cameras :-
Duniya bahot sara camera apko dikhno ko milega jese ki DSLR,SLR ya phir or kaunsa camera model,To apko kya kharid na chahiye jo ki apko achhe khasa video clarity ke saath achhe khasa features de shakta hai.Niche me apko esi 5 cameras ki bare me batane walo jo ki upar diya hua sari baat ko follow karta hoga.
1- Canon EOS 5D Mark IV
2-Canon EOS 80D
3-Canon EOS 200D
4-Nikon D850
5- Canon G7x mark II (Best vlogging camera)
1-CANON EOS 5D MARK IV:-
Canon 5D mark IV camera ki baat kare to ye ek pro SLR camera
hai jisme apko bahot sara features mil jata hai .Iska sara specifications ka
details apko step wise niche diya hua hai.

Canon 5D Mark IV by techs siet

Step-1:Sabse pehele weight
ki baat kare to isme apko 314 oz(890)gm include batteries mil jata hai,ye waterproof camera nehi hai,iske price jo india me RS 245,277 hai or Iska camera jo 30.4 mega pixels ka ata hai.


Step-2:Image sensor ki baat kare to isme CMOS sensor jo available hai or image capture continuous mode frame/second jo 7.0 ata hai.
Step-3:Video capture wala feature me apko (4k video,motion jpeg,full hd and mpeg4 avc/H.264 ) Format jo mil jata hai.
Step-4:Iska Display ki baat kare to isme Rear Display hai or Touch screen ka Display miljata hai.
Step-5:connectivity wala feature me apko Wifi,NFC,GPS,Microphone jack,Headphone jack,external connection usb 3.0 superspeed,wifi & wirelesss remote control jesi bahot sara features mili jata hai.
Step-6:Battery power ki baat kare to isme lithium ion rechargeable or BG E20 battery grip mil jata hai,Ap chanhe to battery life ke under 300 shots se kafi asani se lesakte hai.
2-Canon EOS 80D:-
Canon 80D jo camera hai bahot sare youtuber or vlogger lok
use kar te hai, Ap yadi vlogging karna chahate hai to apko ye camera jarur buy
karna chahiye.To chaliye jante hai is camera me kaunsa masladar specification
hai jo or koi camera me nehi hai.

canon EOS 80D by techs siet

Srep-1: sabse pehele
iska camera jo 24.2 mp ka saath apko
CMOS sensor mil jata hai.Iska minimum shutter speed 1/8000 speed hai or miximum shutter speed 30
sec hai.


Step-2: Iska disply ki baat kare to screen size 3inch,screen dots 1.04 million, screentype-TFT color & touch screen jo isme available hai.
Step-3: Videography features me apko microphone ka feature jo mil jayega,isme digital zoom 0.3-10x tak hota hai or isme ap manual focus bhi kar shakte hai uske saath me isme Autofocus wala features jo available hai.
Step-4: Connectivity ki baat kare to apko wifi or HDMI mini
output terminal jo mil jata hai. Iska price jo india me karif RS81,891 rupees ata hai.
3-Canon EOS 200D :-
2019 me canon eos 200d camera ko bahot sare video creator
achha rating jo diya hai.To chaliye jante hai iska kuch specificatios ki bare
me.

canon EOS 200D by techs siet

Step-1:Sabse pehele iska camera jo hai wo 24.2 MP ki hai
uske saath me CMOS sensor bhi available hai.Iska price bahot low hai or ek achha khasa DSLR Camera hai.


Step-2:Iska Display size ka baat kare to 3.0 inch ka screen size apko mil jata hai.Isme high speed USB type mini pin HDMI connector bhi diya hua hai.
Step-3:Iska maximum shutter speed jo 1/4000 second to 30 second hai .
Step-4:Canon 200D ka price ke baat kare to india me RS38,315 hai or ye DSLR apko bahot sasta me mil jata hai ,iska feature bhi bahot jabardast hai.
4-Nikon D850:-
Nikon D850 ye Ek jabardast camera hai ,Nikon company ye jo camera
mujhe bahot achha laga to chaliye jante hai iska sare specifications ki bare
me.

Nikon D850 by techs siet

Step-1:Iska camera ki baat kare to ye ek jabar dast camera
hai jo 45.7 Megapixel CMOs sensor ki saatha ata hai.Iska price jo india me wo
karif Rs 2,10,904 hai.


Step-2:Iska Display jo 3.2 inch ka hai or isme ap 4K video recording kar shakte hai.
Step-3:Isme apko milega wifi,Bluetooth,Electronic shutter,Nikon snap bridge,Dual memory card slot,backlit button & Hdmi.
5-Canon G7X mark II:-
Canon G7x mark II bahot achha khasa halka sa camera hai jise
ap kafi asani se carry kar sakte hai.Ap yadi ye camera ko kharida na chhate ho
to apkeliye ye ek best choice ho shakta hai,to dosto chaliye jante hai iska
masledar features ki bare me.

canon G7X MarkII by Techs siet

Step-1:Sabse pehele isksa camera jo 20 megapixel ka ata
hai or isme disgital zoom 4x hai.Iska price jo india me hai.Iska price india me RS38,620 ke karif ajayega.


Step-2:Sensor ki baat kare to isme BSI-CMOS sensor jo available hai or iska processor DGIC7 hai.
Step-3:Display size jo iska 3 inch hai or TFT LCD Ka screen apko yanha per mil jata hai.
Step-4:photography feature me apko minimum shutter speed 30 second or maximum shutter speed 1/2000 second hai uske saath apko falsh range 7.0 m tak miljayega.
Step-5:connectivity ki baat kare to isme usb 2.0,micro HDMI,wireless& Remote control jesi features yanha per available hai.
Dosto me umid karta hu ki apko ye topic achha laga hoga,to
milte or Ek dhamakadar or masladar topic me tab tak keliye jay hind,bande
mahtaram.
1 comments:
Click here for commentsHi, very good article thanks for sharing.
You are excellent blogger
http://talent4tech.pk/pointofsale.html
ConversionConversion EmoticonEmoticon