Top five laptops below 50000 | 2019 का Top five laptops की बारे में सारी जानकारी in Hindi

Hello dosto kese ho ap sab umid hai achhe hin hoge Kyuni ki me ajj apkeliye top Five laptops jo ki best brand Ki saath ap best budget me buy kar shakte ho iski bare apko sari information share karne wala hoo,To ap hamar topic ko dhayan se Read kijiye uske baad apko job hi laptop yanha per achhe lage to uske niche apko Ek buy now ka link Diya hoga nazar ayega use click karke bhi ap laptop ki bare more information jan payenge or ap direct bhi buy kar payenge.To chaliye jante hai kaunsi laptop apkeliye sehi hai.

Top 5 laptops below 5000

 1-Dell 5575 AMD Ryzen  5 Laptop :-

Dell  5575 AMD Ryzen 5 ki baat kare to ye laptop apko best budget me miljayega or isme bahot sara features apko dikhne ko milega ,Iska full specifications niche jakar ap step wise achhe tarike se padh sakte hai.
Dell 5575 AMD Ryzen 5 Laptop

Step-1:Dell Ryzen5 ki price india me karif 46,990 Rupees padega,Isko ap niche diya hua Buy now option ko click kare buy kar shakte hai.

Step-2:Iska Display size ka baat kare to Apko is me 15.6 inch ka display jo dikhne ko milega,or iska processor  jo AMD Ryzen 5 2500U processor hai .

Step-3:Isme operating system ki baat kare to windows10 Rahega jo ki validity life time hoga.

Step-4:Sabe se jaruri baat ye hai ki iska RAM jo rahega wo 4GB DDR RAM with vega 8 graphics or storage  1TB HDD ke saath ayega.Adhik jankari keliye is LINK per click kare.

2-Asus X507 Laptop:-

Asus x507 laptop ki baat kare to ye bhi ek asus ki brand best laptop mana jata hai.Iska bhi features and specifications niche achhi tarika se diya hua hai ap padh shakte hai,
Asus X507

Step-1: Sab se pehele iska price ki baat kare to ye jo RS 40,244 rupees ka hai.Ap chanhe to niche diya hua buy now option me click karke iski bare me sari details padh shakte ho uske saath me is laptop ko buy kar shakte ho.

Step-2:Asus X507 ka processor jo 1.6 GhzGHZ Intel Core i5-8250U 8th Gen processor rahega.

Step-3:Iske RAM ka baat kare to Apko yanha per 8GB DDR4 RAM Dikhno ko milega,uske saath me yanha per apko 1TB ka Hard drive ka storage milega.

Asus X507 LAPTOP ki bare me Adhik jankari keliye is LINK per click kare.

3-Acer swift 3 laptop:-

Acer swift 3 laptop ki baat kare to apko ye laptop bhi acer ki brand ka sabse achha laptop hai,iska features apko niche step wise describe kiya hu ap jakar dhayan se padh sahkte hai.
Acer swift 3 laptop

Step-1:Acer swift 3 ki baat kare to iska price jo india me apko RS 42,990 rupees ayega ,Ap niche diya hua buy now option ko click kar ke ap  ise buy bhi kar shakte hai.

Step-2:Iska display size jo 14 inch Rahega ,ap yadi chhote size ka laptop lena chhahte hai to ye laptop ap keliye achha sa laptop sabit ho shakta hai.

Step-3:RAM ki baat kare to isme apko 8GB DDR4 RAM milega, uske saath me apko yanha per 512GB 1St SSD storage jo isme inbuilt hoga.

Step-4:Windows ka operating system windows 10 yanha per pehele se available hoga.

4-Laptop:-

Hp  15 core i5 laptop me apko ism eek khas feature milega jo upar diya hua laptop me available nehi hai,sari specification jane keliye niche diya hua step ko dhayn se read kijiye.
Hp 15Intel core i5 

Step-1:Sabse pehele iska price jo apko ki Rs 45,180 rupees padega,ap ise buy karna chahte hai to niche diya hua buy now option me click kar shakte hai.

Step-2:Iska processor jo apko 7th Gen Intel i5-7200U Max Boost Clock Up to 3.1 GHz milega ,ye processor other laptop me kafi achha hai.

Step3-:RAM ki bare me baat kare to isme apko 8GB DDR4-2400  RAM or uske saath me yanha per storage apko 1TB 5400 RPM HDD millega.

Step-4:Operating system yanha per apko windows 10 Home life time activation ke saath milega.Adhik jankari keliye ap Is LINK per click kar shakte hai.

5-Lenovo Ideapad 300 Laptop:-

Lenovo ideapad 300  Lenovo brand ka 2019 ki sabse best laptop mana jata hai.Iska ki kuch masaledar specifications niche diya hua hai ap jakar padh shakte hai.
Lenovo Ideapad 300 laptop

Step-1:Lenovo Ideapad ki price baat kare to ye apko RS 46,490 rupees padega or ise buy karne keliye niche diya hua buy now ko follow kijiye.

Step-2:Lenovo Ideapad ki display size jo apko 15.6 inch ka display dikhno ko milega or iska processr jo 2.3GHz Intel Core i5-6200U processor inbuilt hoga.

Step-3:RAM or Storage ki Baat kare to isme apko 4GB DDR3L RAM or 1TB 5400RPM wala storage Rahega.  Adhik jankari keliye ap Is LINK per click kar shakte hai.

To dosto me umid karte hun apko ye top 5 laptops ki bare me sari jankari samjh me aya hoaga,Ek baat bolu to ap ye laptop kharid kar dekh shkate hai ki ye laptop bahot achhe tarike se work kar raha hai or ye laptop 2019 ka best laptop me ata hai.Ajj keliye hamara topic yamhi per samapt hota hai milte hai agli topic me tab tak keliye jay hind,Bande mahataram.

Previous
Next Post »

1 comments:

Click here for comments
jyotkarakoti
admin
14 June 2019 at 17:53 ×

https://www.elawoman.com/

Congrats bro jyotkarakoti you got PERTAMAX...! hehehehe...
Reply
avatar