Hello Dosto Ho Kaise Ho Aap Sab Me Umid karta hun ki achhe Hin Hoge. Aaj Me Is Article me Apko Bataunga Deleted text message ko kaise Recover Karna hai. phone Recovery logo keliye Asan sa Word Hogaya hai Lekin. Lekin Agar Baat Ki jaye Android Phone Se Deleted Test Message Recover Kaise Kare? To Phir Hum Recovery word Ka Importance Pata Chalta Hai. Kyun ki Google Account per Store Data Recover Karna Asan Hai. Lekin Phone me Store Text message ko Recover karna Thoda muskil Hai. Agar Apne Phone me important Tesxt Message Delate Hogaye Hai Aur Aap unhe phir Wapas pana chahte hai To aap Bilkul Sehi jaga Ho.
Aaj ke samaye me hum sabhi personal & private Message Ke liye Whatsapp Messenger ka Use karte Hai.Lekin Kuch Important Message Notification Hame Kebal Text message Ke Rup Me Milta Hai.
Ese me agar
Galte Se yeh Mobile Reset Karte Samaya Ya kisi aur galti se Apki important SMS
Delate Ho gaya To Apko problem ho sakta hai. Ese me Agar Apko Text message
Recover karne ka Tricks Pata Ho To bahut Asani se apne sabhi Delete hue message
wapas pa sakte hai.
Android
Phone Se Delated Text Message Recover Kaise Kare?
Phone Se Deleted Text Message Recover Karne Ke Bahut Se Yricks Hai. Jinhe Aap Use Karke Pehele Se hin SMS Backup Store Kar Sakte Hai ya Delete hogayi message wapas Pa Sakte Hai. Yanha per Android phone Se Deleted Sms Ko retrieve ke Kuch Popular Tarike Bataye gaye Apko Jo Easy Tricks Lage Aap Uska Use Kare.
Hum sabhi Jante hai ki kabhi kabhi Deleted Message Recover Karna Jaruri Hota hai Kyun ki Yeh Ek sabut ke tor Apki madat kar sakta hai Aur jarurat padne per apko jail jane se bacha sakte hai.yanha per Whatsapp Aur Text Message recover karne ke liye yanha per bataye gaye tarike ka Istamal kare.
Android Recycle bin
Jis Tarha Windows OS Me Recycle Bin Diya Hota hai Aur Jo Bhi File Delete Kiya Jata Hai. Yehi Recycle Bin Me Jakar Save Hojata hai. Ese hi Android Store Per Dumpster Recycle bin App Hai, Agar Aap ise phone se Install Kar Lete Hai. To Jo message apko phone se delete hoga Wehi usme jakar Save Ho jayega. Aap jab chahe Tab Ise Retrive kar sakte Hai.
Recyclebin Ka Kam Aap Jante Hin hai Yanha per jo kuch Aap Delete karte hai Wo temporary akar save ho jata hai isise agar apne galti se koi message delete kar diya ho to aap isi app me jakar phir se wapas pa sakte hai.
SMS Backup & Restore
Agar Aap phone ko Reset Karna Chahte Hai. To Ese Me Aap Contact, Data Ke saath saath Text SMS backup Le Sakte Hai Aur Baad Me Jab Chahe isko Phir Restore karke Wapas pa sakte hai. Iskeliye Play Store Per SMS Backup & Restore App Hai. Jisko Dwara Phone ke sabhi SMS Ka Backup Le Sakte Hai.
Ye Sabse
behetar Tarika hai lekin iske technical knowledge hona chahiye Aur Saath me
Computer hona chahiye tabhi aap isi Technique ko istamal kar sakte hai. Aap
mobile ko computer se connect karke message recover kar sakte hai Aur is
Technique ke liye Apko pehele se tayar rahna hoga kyun ki jab aap backup save
karte hai Tabhi aap iska phaida utha sakte hai.
Text Message
Recovery Software -
kabhi Kabhi Accidentally Message Delete Ho jata Hai. Ese Unhe Upar banaye gaye dono tariko se Retrieve Ya Recover Nehi kiya ja sakta hai. Ese me permanently Deleted Message ko Recover karne kaleiye bahut se software ate hai. Jinhe Aap Computer Me Install Karke Phone se Deleted sabhi SMS Ko Wapos Pa Sakte Hai.
Step-1 Sabse
Pehele SMS Recovery Software Download & Install Kare.
ConversionConversion EmoticonEmoticon